Ghar mein daakhil hone ki sunnatein

☆ Ghar mein daakhil hone ki sunnatein

1) Ghar mein dua padhte huwe daakhil hona. (Abu Dawood: 5096)

2) Ghar mein daakhil hone se pehle ijaazat lena ya khankhaar kar ya darwaaza khatkhata kar ittela dena. (Tirmizi: 2710)

3) Pehle daayan (right) paaon ghar mein daakhil karna. (Bukhari: 426)

4) Ghar waalon ko salaam karna. (Abu Dawood: 5096)

Ghar se Nikalne ki sunnatein

♡ Ghar se Nikalne ki sunnatein

1) Ghar waalon ko salaam kar ke nikalna. (Shobul Imaan: 8845)

2) Pehle baayaan paaon ghar se baahar rakhna. (Bukhari: 426)

3) Ghar se nikalne ki dua padhna. (Tirmizi: 3426)

Ghar se nikalte waqt ki dua