Nikah ki Sunnatein

♡ Nikah ki Sunnatein

1) Nikah alal elaan karna. (Tirmizi: 1089)

2) Saadgi ke saath nikah karna. (Musnade Ahmad: 54529)

3) Masjid mein nikah karna. (Tirmizi: 1089)

4) Juma ke din Nikah karna. (Albahrur Raaiq: 2/83)

5) Nikah ke baad chhuwaare ya khajoor taqseem karna. (Sunane Kubra: 14460)

6) Doolhe ka apni haisiyat ke mutaabiq waleema karna. (Bukhari: 2048)

7) Khutba-e-Nikah padhna. (Tirmizi: 1105)

8) Doolha, Doolhan ko barkat ki dua dena. (Abu Dawood: 2310)