Masjid mein daakhil hone ki dua

Masjid mein daakhil hone ki dua

Arabic: اَللَّهُمَّ افْتَـحْ لي أَبْوابَ رَحْمَتـِك

Allaahummaftahlee abwaaba rahmatik.

Tarjama: Aye Allah ! Tu mere liye apni rahmat Ke darwaaze khol de.

(Muslim)

March - 09

Hadith of the Day
Hadith: Anas ibn Malik Radiyallahu 'anhu narrates that Rasulullah Sallallahu 'alaihi wasallam said, while Mu'adh Radiyallahu 'anhu was riding behind him on the same camel's saddle: O Mu'adh ibn Jabal! Mu'adh replied: Here I am at your service, may you be blessed, O Rasulallah! He again said: O Mu'adh! He again replied: Here I am at your service, may you be blessed, O Rasulallah! May you be blessed, this happened thrice, then Rasulullah Sallallahu 'alaihi wasallam said: Anyone who bears witness that there is none worthy of worship except Allah and that Muhammad is His Messenger truthfully from his heart, then Allah will forbid him from the Fire. Mu'adh said: O Rasulallah! Should I not inform people that they may rejoice? He replied: Consequently, they will depend on this alone (and give up their good deeds). However, Mu'adh Radiyallahu 'anhu narrated this hadith, at the time of his death, for fear of the sin (of concealing knowledge). (Bukhari: 128)

Note: Commentators give two explanations to the Ahadith in which Hell (Fire) is forbidden, only on bearing witness of La ilaha illallahu Muhammad-ur-Rasulullah "There is none worthy of worship except Allah and Muhammad is the Messenger of Allah". One is deliverance from eternal Punishment of Hell, i.e. they would not be in Hell forever like unbelievers or polytheists, though they would be in Hell for such time until Punishment for their sins is over. The second meaning is that bearing testimony to La ilaha illallahu Muhammad-ur-Rasulullah encompasses the whole of Islam. One who testifies to this truly and thoughtfully will indeed mould his life according to the tenets of Islam. (Mazahir Haque)
Share on: Telegram | WhatsApp

March - 09

Aaj Ki Hadees
Hadees: Hazrat Ibn Abbas Raziyallahu 'anhuma se riwayat hai ke Nabi Kareem ﷺ ne irshaad farmaaya: Apne bhai se jhagda na karo aur na usse aisa mazaaq karo (jisse usko takleef pahunche) aur na aisa waada karo jisko poora na karsako. (Tirmizi: 1995)
Share on: Telegram | WhatsApp

March - 08

Hadith of the Day
Hadith: Abu Hurairah Radiyallahu 'anhu narrates that Rasulullah Sallallahu 'alaihi wasallam said: He will be the most blessed by my intercession on the Day of Resurrection who says La ilaaha illallaah with all the sincerity of his heart. (Bukhari: 6570)
Share on: Telegram | WhatsApp

March - 08

Aaj Ki Hadees
Hadees: Hazrat 'Arfajah Bin Shareeh Ashja'i Raziyallahu 'anhu riwayat karte hain ke Rasool Allah ﷺ ne irshaad farmaaya: Allah Ta'ala ka haath jamaat par hota hai (yani Allah Ta'ala ki khaas madad jamaat ke saath hoti hai) lehazaa jo shakhs jamaat se alheda ho jaata hai shaitaan us ke saath hota hai aur use uksata rahta hai. (Nasa'i: 4025)
Share on: Telegram | WhatsApp

March - 07

Hadith of the Day
Hadith: 'Itban ibne-Malik Al Ansari Radiyallahu 'anhu narrates that Nabi Sallallahu 'alaihi wasallam said: Not shall a slave (of Allah) appear on the Day of Resurrection having said La ilaha illallah seeking only the pleasure of Allah, except that Allah will forbid the Fire upon him. (Bukhari: 6423)
Share on: Telegram | WhatsApp

March - 07

Aaj Ki Hadees
Hadees: Hazrat Ibn Abbas Raziyallahu 'anhuma farmaate hain ke Rasool Allah ﷺ ne irshaad farmaaya: Woh shakhs humari itteba'a karne waalon mein se nahi hai jo humare chhoton par shafaqat na kare, humare badon ka ehteram na kare, naiki ka hukm na kare aur burai se mana na kare. (Tirmizi: 1921)
Share on: Telegram | WhatsApp

March - 06

Hadith of the Day
Hani Rahimahullahu, the freed slave of 'Uthman Radiyallahu 'anhu narrates that when 'Uthman stood by a grave he would weep until his tears wet his beard. So, he was asked; When Paradise and Hell are mentioned, you do not weep, but (why do) you weep at this (sight of the grave)? So he replied: Indeed, Rasulullah Sallallahu 'alaihi wasallam said: Verily, the grave is the first stage among the stages of the Hereafter; if one is saved from (the Punishment of) it then what is to follow will be easier. And if one does not find safety from it, then what is to follow shall be more severe than it. And Rasulullah Sallallahu 'alaihi wasallam said: I have not seen a sight more horrifying than (the Punishment of) the grave. (Tirmidhi: 2308)
Share on: Telegram | WhatsApp

March - 06

Aaj Ki Hadees
Hadees: Hazrat Malik Raziyallahu 'anhu se riwayat hai ke Rasool Allah ﷺ ne irshaad farmaaya: Woh do bhooke bhediye jinhe bakriyon ke reward mein chord diya jaye bakriyon ko utna nuqsaan nahi pahunchate jitna aadmi ke deen ko, maal ki hiris aur bada banne ki chahat nuqsan pahunchati hai. (Tirmizi: 2376)
Share on: Telegram | WhatsApp

March - 05

Hadith of the Day
Hadith: Shaddad ibn Aws Radiyallahu 'anhu narrates that Nabi Sallallahu 'alaihi wasallam said: He is wise and shrewd Who takes account of himself and prepares for what is after death. And he is weak and incapable who follows his desires and yet pins high hopes on Allah's Mercy. (Tirmidhi: 2459)
Share on: Telegram | WhatsApp

March - 05

Aaj Ki Hadees
Hadees: Hazrat Anas raziyallahu 'anhu riwaayat karte hain ke Rasulullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Imaan ki halaawat usi ko naseeb hogi jis mein teen baatein payi jaayeingi. Ek ye ke Allah Ta'ala aur uske Rasool ki Mohabbat us ke dil mein sabse zyaada ho. Doosre ye ki jis shakhs se bhi mohabbat ho sirf Allah Ta'ala hi keliye ho. Teesre ye ke Imaan ke baad kufr ki taraf palatne se usko itni nafrat aur aisi azziat  ho jaisi ki aag mein daale jaane se hoti hai. (Bukhari: 16)
Share on: Telegram | WhatsApp

March - 04

Hadith of the Day
Hadith: Ibne-'Abbas Radiyallahu 'anhuma narrates that Abu Bakr Radiyallahu 'anhu said: O Rasulallah! Indeed you have aged! He replied: (The Surah) Hud, Al-Waqi'ah, Al-Mursalat, 'Amma Yata Sa'alun, and Idhash Shamsu Kuwwirat have aged me. (Tirmidhi: 3297)
Share on: Telegram | WhatsApp

March - 04

Aaj Ki Hadees
Hadees: Hazrat Mu'az Bin Jabal Raziyallahu 'anhu riwayat karte hain ke Rasool Allah ﷺ ne irshaad farmaya: Jis shakhs ne apne (Musalman) bhai ko kisi aise gunah par aar dilayi jisse wo tauba kar chuka ho to wo us waqt tak nahi marega jab tak khud us gunah mein mubtela na hojaye. (Tirmizi: 2505)
Share on: Telegram | WhatsApp

March - 03

Hadith of the Day
Hadith: Abu Hurairah Radiyallahu 'anhu reports that Nabi Sallallahu 'alaihi wasallam in a Hadith Qudsi narrated: Hadith: Allah shall seize the earth on the Day of Resurrection, and fold the sky. in His right hand, then He will say: I am the King. Where are the kings of the earth? (Bukhari: 7382)
 
Note: The attribute of seizing the earth, folding the sky, the Hand of Allah, and the like are all Truth, the reality of which is beyond our grasp as it does not have any resemblance with the attributes of creation. Allah has no resemblence to His creation; neither in His Entity, nor in His Attributes, but in words alone. Allah and His Attributes are far above the comprehension of any of His creation.

Share on: Telegram | WhatsApp

March - 03

Aaj Ki Hadees
Hadees: Hazrat Ibn 'Abbas Raziyallahu 'anhuma farmate hain ke maine Rasool Allah ﷺ ko ye irshaad farmate hue suna: Jo musalman kisi musalman ko kapda pehnata hai to jab tak pehenne wale ke badan par is kapde ka ek bhi tukda rehta hai pehnane waala Allah Ta'ala ki hifazat mein rehta hai. (Tirimizi: 2484)
Share on: Telegram | WhatsApp

March - 02

Hadith of the Day
Hadith: Abu Hurairah Radiyallahu 'anhu reported from Rasulullah Sallallahu 'alaihi wasallam narrating in a Hadlth Qudsi that Allah 'Azza wa Jall said: Spend, (O man), I shall spend on you. And then Rasulullah Sallallahu 'alaihi wasallam said: The Hand (treasures) of Allah is full and spending day and night continuously does not effect its fullness. And he said: Do you see, what He spent since He created the sky and the earth? And His 'Arsh (Throne) was over the waters. Indeed this has not decreased that which is in His Hand? In His Hand is the Scale (of justice), whereby he raises and lowers (people). (Bukhari: 4684)
Share on: Telegram | WhatsApp

March - 02

Aaj Ki Hadees
Hadees: Hazrat Waasila Bin Aqsa Raziyallahu 'Anhu riwayat karte hain ke Rasool Allah ﷺ ne Irshaad farmaya: Tum apne bhai ki kisi musibat par khushi ka izhaar na kiya karo hosakta hai ke Allah Ta'ala us par rahem farmakar usko is museebat se nijaat de dein aur tum ko museebat mein mubtela kardein. (Tirimizi: 2506)
Share on: Telegram | WhatsApp

March - 01

Hadith of the Day
Hadith: Umme Salamah Radiyallahu 'anha narrates that Rasullullah ﷺ said: Any woman, who died while her husband was pleased with her, will enter Paradise. (Tirmidhi: 1161)
Share on: Telegram | WhatsApp

March - 01

Aaj Ki Hadees
Hadees: Hazrat Umme Salma Raziyallahu 'anha riyaayat karti hain ki Allah ke Rasool ﷺ ne irshaad farmaaya: Jis Aurat ka is haal mein inteqaal ho ki uska shohar usse raazi ho to wo jannat mein jayegi. (Tirmizi: 1161)
Share on: Telegram | WhatsApp