Jan 31 - Khushboo


Hargiz jaan na dena magar musalmaan hone ki haalat mein

Allah Ta'ala ka irshad hai (Tarjama): Aur tum hargiz jaan na dena magar musalmaan hone ki haalat mein. (Sura-e-Aale Imraan 3: 102)

✺ Lihaaza hamein apne Aqaaid, Ibaadaat, Muaamlaat, Muaasharat aur Akhlaaqiyaat wagaira zindagi ke tamaam shobon ko Islam ke saanche mein dhaal dena chaahiye. Isi mein hamaari kaamyaabi aur najaat hai, kyun ke Allah Ta'ala ne Islam hi ko hamaare liye bataur-e-deen ke pasand kiya hai. Islam ke alaawa jitne bhi mazaahib hain sab baatil aur mansookh hain. Ab qayaamat tak Islam hi rahega. Har insaan ki najaat aur kaamyaabi Islam hi mein hai. Isi ko ikhtiyaar karne par paakeeza zindagi ka waada hai aur Jannat mein daakhle aur behisaab rizq ki khushkhabri hai.

Share on: Email | Telegram | WhatsApp

Jan 30 - Tijaarat


Jan 29 - Jamaai


Rasulullah (ﷺ) ki zaat mein ek behtareen namoona hai

Allah Ta'ala ka irshad hai (Tarjama): Haqeeqat yeh hai ke tumhaare liye Rasulullah (ﷺ) ki zaat mein ek behtareen namoona hai. (Sura-e-Ahzaab 33: 21)

Share on: Email | Telegram | WhatsApp

Jan 28 - Betiyaan


Jan 27 - Rahman ke bande

Jan 26 - Shohrat keliye Libaas Pehenna


Allah par Iman rakho

Allah Ta'ala ka Irshaad hai (Tarjama): Aye Iman waalo! Allah par Iman rakho, aur us ke Rasoolon par aur us kitaab par jo Allah ne apne Rasool par utaari hai aur har us Kitaab par jo us ne pehle utaari thi. Aur jo shakhs Allah ka, us ke farishton ka, us ki kitaabon ka, us ke Rasoolon ka aur Yaum-e-Aakhirat ka inkaar kare, to woh bhatak kar gumraahi mein bahot door ja pada. (Sura-e-Nisa 4: 136)

Share on: Email | Telegram | WhatsApp

Jan 25 - Maan Baap


Islam mein poore ke poore daakhil hojaao

Allah Ta'ala ka irshaad hai (Tarjama): Aye Imaan WaaIon! Islam mein poore ke poore daakhil hojaao. (Sura-e-Baqarah 2: 208)
Share on: Email | Telegram | WhatsApp

Jan 24 - Nahusat


Jan 23 - Gunaahon se bachne ki dua

Jan 22 - Jhoot


They who carefully maintain their Salat

Allah Subhanahu wa Ta'ala says in The Qur'an (Translation): (Mentioning a virtue of successful believers) And they who carefully maintain (and are mindful of) their Salat. (Al-Mu'minun 23: 9)

Share this on: 

Allah Ta'ala ki razamandi hi keliye kharch kiya karo

Allah Ta'ala ka irshaad hai (Tarjama): Aur Allah Ta'ala ki razamandi hi keliye kharch kiya karo. (Al-Baqarah 2: 272)
Share on: Email | Telegram | WhatsApp

January 21


And indeed We had given Dawud grace from Us

Allah Subhanahu wa Ta'ala says (Translation): And indeed We had given Dawud grace from Us (by saying): O hills Glorify Allah with him! And (O) birds you also. And We made the iron soft for him. (Saba 34: 10)
Share this on: 

Ek musalman ghulam mushrik azaad mard se kahin behtar hai

Allah Ta'ala ka irshaad hai (Tarjama): Aur ek musalman ghulam mushrik azaad mard se kahin behtar hai khuwah woh mushrik mard tumko kitna hi bhala kyun na maloom hota ho. (Al-Baqarah 2: 221)

Share on: Email | Telegram | WhatsApp

January 20

He (Allah) is Who has sent among the unlettered people a Messenger

Allah says in The Qur'an (Translation): He (Allah) is Who has sent among the unlettered people a Messenger from amongst themselves, reciting to them His verses (that is by means of the Qur'an he invites them, advises them and prepares them to accept Islam), and to purify them (from the filth of disbelief and polytheism and to cultivate excellence in conduct), and teaches them the Book and Wisdom (Sunnah). And verily they were most obviously lost in error. (Al-Jumu'ah 62: 2)

Share this on: 

Rasoolon aur Imaan waalon ki madad

Allah Ta'ala ka irshaad hai (Tarjama): Beshak Hum apne Rasoolon aur Imaan waalon ki duniya ki zindagi mein bhi madad karte hain aur Qayaamat ke din bhi madad karenge jis din aamal likhne waale farishte gawahi dene khade honge. (Al-Mu'min 40: 51)

Share on: Email | Telegram | WhatsApp

January 19


And say: My Rabb! Enhance my knowledge

Allah Subhanahu wa Ta'ala said to His Prophet ﷺ (Translation): And say: My Rabb! Enhance my knowledge. (Ta-Ha 20: 114)
Share this on: 

January 18


Many a moving creature carry not their own provision

Allah Subhanahu wa Ta'ala says (Translation): And so many a moving (living) creature carry not their own provision. Allah provides for them and for you. He is the Hearer, the Knower. (Al-'Ankabut 29:60)
Share this on: 

Jo log apna maal Allah ki raah mein kharch karte

Allah Ta'ala ka irshaad hai (Tarjama): Jo log apna maal Allah ki raah mein kharch karte hain raat ko aur din ko chhupakar aur zaahir mein, inhi keliye apne Rabb ke haan sawab hai aur in par na koi darr hai aur na wo ghamgeen honge. (Surah Al Baqarah 2: 274)

Share on: Email | Telegram | WhatsApp

January 17


What do you think, if Allah took away your hearing and your sight

Allah Subhanahu wa Ta'ala said to His Prophet ﷺ (Translation): Say (to mankind): what do you think, if Allah took away your hearing and your sight and sealed your hearts, Who is there other than Allah Who could restore it for you? See how We display Our revelations to them? Yet still they turn away. (Al-An'am 6: 46)

Share this on: 

January 16


Our ordaining is but one act like the twinkling of an eye

Allah Says in The Qur'an (Translation): And Our ordaining (a thing and its coming into being) is but one act like the twinkling of an eye. (Al-Qamar 54: 50)

Share this on: 

January 15


Fear of Allah

Allah Subhanahu wa Ta'ala says (Translation): (The grandeur of the Qur'an is such that) Had we sent down the Qur'an on a mountain, you would surely have seen it humbling itself and rent asunder by the fear of Allah. (Alas, hard hearted man is not affected by the words of the Qur'an) (Al-Hashr 59: 21)

Share on: Email | Telegram | WhatsApp

January 14


A Warner in every village

Allah Subhanahu wa Ta'ala says in The Qur'an (Translation): If We willed, We could raise up a Warner in every village (in your time and would not have burdened you with the mission single handedly, but to increase your reward We have given you this tremendous responsibility and this is indeed Allah's bounty on you). So obey not the disbelievers, but strive against them by means of the Qur'an with a great endeavour (the unbeliever will be happy if you do not endeavour for inviting people towards Allah. However, you confront the unbelievers with strong reasoning from the Qur'an and invite all, repeatedly, with great vigour). (Al-Furqan 25: 51-52)

Share this on: 

Allah Ta'ala ka haath jamaat par hota hai

Hadees: Hazrat 'Arfajah Bin Shareeh Ashja'i Raziyallahu 'anhu riwayat karte hain ke Rasool Allah ﷺ ne irshaad farmaaya: Allah Ta'ala ka haath jamaat par hota hai (yani Allah Ta'ala ki khaas madad jamaat ke saath hoti hai) lehazaa jo shakhs jamaat se alheda ho jaata hai shaitaan us ke saath hota hai aur use uksata rahta hai. (Nasa'i: 4025)
Share on: Email | Telegram | WhatsApp

January 13


Invite (mankind) to the way of your Rabb

Allah Subhanahu wa Ta'ala said to His Prophet Sallallahu 'alaihi wasallam (Translation): Invite (mankind) to the way of your Rabb (Islam) with wisdom (with the reasoning of the Qur'an) and excellent preaching (with softness and humility in a manner which effects the heart). (An-Nahl 16: 125)

Note: Here some of the basic principles been explained in a brief manner.

Share this on: 

January 12


You are the best peoples ever raised up for mankind

Allah Subhanahu wa Ta'ala says (Translation): You are the best peoples ever raised up for mankind. You enjoin to good, and forbid evil, and you believe in Allah. (Ale-'lmran 3:110)

Share this on: 

January 11


The Rabb of the heavens and the earth

Allah Subhanahu wa Ta'ala says (Translation): Fir'aun (Pharaoh) said (sarcastically): And what is the Rabb of the Worlds? Musa 'Alaihis Salam said: The Rabb of the heavens and the earth, and all that is between them, if you had but sure belief. Fir'aun said to those around him: Did you hear (what nonsensical talk)? (But Musa continued with the praises of Allah and) said: Your Rabb and the Rabb of your fathers. Fir'aun said: Lo! Your messenger who has been sent to you is indeed a madman! (But) Musa (went on and) said: Rabb of the East and the West, and all that is between them, if you but use your reason. (Ash-Shu'ara' 26: 23-28)

Share this on: 

Mere siwa koi Ma'abood nahi isliye Meri hi ibaadat karo

Allah Ta'ala ne Rasool Allah ﷺ se irshaad farmaaya (Tarjama): Aur humne aapse pehle koi aisa paighambar nahi bheja jiske paas humne yeh wahi na bheji ho ke Mere siwa koi Ma'abood nahi isliye Meri hi ibaadat karo. (Al-Anbiyaa 21: 25)

Share on: Email | Telegram | WhatsApp