Eid-ul-Azha ki Namaaz ki tarteeb

🌷Bismillaahirrahmanirrahim🌷
°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°
🍁 *Eid-ul-Azha ki Namaaz ki tarteeb*

✺ Sab se pehle dil mein is tarah niyyat kare ke main Eidul Azha ki do rakat namaaz imaam ke peechhe Allah ke liye ada kar raha hoon. Agar imaam ho to namaaz padhaane ki niyyat kare. Phir donon haath kaanon tak uthhaaye aur "Allahu Akbar" kehte huwe haath baandh le. Phir sana padhe, jab sana padh chuke to donon haath kaanon tak uthhaaye aur "Allahu Akbar" kehte huwe neeche chhod de, phir doosri martaba donon haath kaanon tak uthhaaye aur "Allahu Akbar" kehte huwe neeche chhod de, phir teesri martaba donon haath kaanon tak uthhaaye aur "Allahu Akbar" kehte huwe baandh le, phir imaam Ta'awwuz (A'oozubillaahi minash shaitaanirrajeem), Tasmiyah (Bismillaahirrahmaanirraheem), Sura-e-Faatiha aur Surah padhe aur muqtadi khaamoshi se sunein, phir ruku sajda kare, yeh ek rakat hui.

✺ Jab doosri rakat ke liye khade hon, to imaam Tasmiyah, Sura-e-Faatiha aur Surah padhe, muqtadi khaamoshi se sunein. Surah padhne ke baad "Allahu Akbar" kehte huwe donon haath kaanon tak uthhaaye aur neeche chhod de, isi tarah doosri aur teesri martaba "Allahu Akbar" kehte huwe haath kaanon tak uthhaaye aur chhod de, phir chauthi martaba bagair haath uthhaaye "Allahu Akbar" kehte huwe ruku mein chala jaaye, baqiya namaaz aam namaazon ki tarah mukammal kare, aur dua maange.

✺ Phir imaam do khutbe de aur khutbe mein Takbeer-e-Tashreeq ziyaada padhe, pehle khutbe ke shuru mein 9 martaba aur doosre khutbe ke shuru mein 7 martaba musalsal takbeer padhna mustahab hai, muqtadi itmenaan se khutba sunein, khutba sunna waajib hai. (Shaami: 6/158, 168, Baabu Eidain)

✺ Takbeer-e-Tashreeq: "Allahu Akbar Allahu Akbar laa ilaaha illallaahu Wallaahu Akbar Allahu Akbar wa lillaahil hamd"

✺ Yeh Takbeer naween Zil Hijjah ki Fajr se terhaween Zil Hijjah ki Asr tak har Farz Namaaz ke baad mard aur Aurat sab par ek martaba padhna Wajib hai, Mard buland aawaaz se padheingey aur aurtein aahista padheingi. (Shaami: 6/175, Baabul Eidain)

✺ Ref: (Deeniyat Course Book)
°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°
📲 Download App - Goo.gl/mg4455

The method of performing Eid salah

🌷Bíѕmíllααhírrαhmαnírrαhím🌷
▫▫ ▪▪ ▫ ▪▪ ▫▫
💎 The method of performing Eid salah

⭐ ‘Eid salah One should first make an intention verbally, or in one’s heart that one is performing 2 rak’at salah of ‘Eid that are wajib with 6 extra takbirs behind the Imam. Thereafter one should recite Allah u akbar, fold his hands and recite thana. Then he should recite Allah u akbar for the 2nd and 3rd time raising his hands to his ears and placing it to his sides each time. After reciting Allah u akbar for the 4th time, he should fold his hands and continue with his salah as normal. In the 2nd rak’at after the imam has recited the qirat, he should recite Allah u akbar thrice each time, raising his hands to his ears and leaving them at his sides. After saying Allah u akbar for the 4th time he should go into ruku’ without raising his hands. After the salah the people should listen to the khutbah and return home.
〰〰〰〰〰〰〰〰〰
📲 Download App - Goo.gl/mg4455
〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🌱 🌱 🌱 🌷 🌱 🌱 🌱

September - 01

Aaj Ki Hadees
Hazrat Jabir Bin Abdullah Raziyallahu Anhuma riwaayat karte hain ke Rasullullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Ulama par badaai jatane, bewaqufon se jhagadne yani naasamajh awaam se ulajhne aur majlisein jamane ke liye ilm hasil na karo. Jo shakhs aisa kare uske liye aag hai aag. (Ibn Majah: 254)

Faida: "Ilm ko majlisein jamane ke liye hasil na karo" is jumle ka matlab ye hai ke ilm ke zariye se logon ko apni zaat ki taraf mutawajjeh na karo.

Share on: Email | Telegram | WhatsApp

Qurbaani Ke Jaanwar

*قربانی کے جانور*

*جوجانور اندھا ہو یا کانا ہویا اس کی ایک آنکھ کی تہائی (۳؍۱) یا اس سے زیادہ روشنی نہ ہوتواس کی قربانی جائز نہیں۔* (عالمگیری:ج۵۔ص۲۹۸)

*Qurbaani Ke Jaanwar*

*Jo Jaanwar Andha Ho Yaa Kaanaa Ho Yaa Us Ki Ek Aankh Ki Tihaai (1/3) Yaa Us Se Ziyaadah Raushni Naa Ho To Us Ki Qurbaani Jaaiz Nahin.*[Aalam-Geeri:J,5-S,298]

📲 Download App - Goo.gl/mg4455

Jo Sahib-e-Istetaa’at Ho Phir Bhi Woh Qurbaani Naa Kare

*آپ ﷺ نے فرمایا:*

*’’ جو صاحبِ استطاعت (یعنی صاحبِ نصاب) ہو پھر بھی وہ قربانی نہ کرے تووہ ہماری عیدگاہ کےقریب بھی نہ آئے۔‘‘*(ابن ماجہ:۳۱۲۳)

*Aap ﷺ ne farmaaya:*

*“ Jo Sahib-e-Istetaa’at (Yaani Saahib-e-Nisaab) Ho Phir Bhi Woh Qurbaani Naa Kare, To Woh Hamaari Eidgaah Ke Qareeb Bhi Naa Aaye.”*[Ibn-e-Maajah:3123]

📲 Download App - Goo.gl/mg4455

Eid-ul-Azha Ki Namaaz Padhne Ka Tareeqa

Takbeer-e-Tashreeq

Yaum-e-Arfah Ka Rozah



*یومِ عرفہ کا روزہ*

*’’ میں اللہ تعالٰی سے امید رکھتا ہوں کہ یوم عرفہ (یعنی نویں ذی الحجہ) کا روزہ رکھنے پر اللہ تعالٰی دوسالوں کے گناہ معاف فرمادیں گے،ایک پچھلے سال کے اور دوسرے آئندہ سال کے ۔‘‘*(مسلم:١١٦٢)

*“ Main Allah Ta’ala Se Ummeed Rakhta Hun Ke Yaum-e-Arfah (Yaani 9 Zil-Hijjah) Ka Rozah Rakhne Par Allah Ta’ala 2 Saalon Ke Gunaah Ma’af Farma Deinge, Ek Pichle Saal Ke Aur Dusre Aaindah Saal Ke"*[MUSLIM:1730]

📲 Download App - Goo.gl/mg4455

August - 31

Aaj Ki Hadees
Hazrat Ibn-e-Abbas Raziyallahu Anhuma farmaate hain ke Rasullullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Ek Alim-e-Deen shaitaan par hazaar abidon se zyaada sakht hai. (Tirmizi: 2681)

Faida: Hadees Shareef ka matlab ye hai ke shaitaan keliye ek hazaar abidon ko dhoka dena aasan hai, poore Deen ki samjh rakhne waale ek Alim ko dhoka dena mushkil hai.

Share on: Email | Telegram | WhatsApp

TAKBEER-E-TASHREEQ



*تکبیرِ تشریق*

*۹؍ذی الحجہ کی فجر کی سے۱۳؍ذی الحجہ کی عصر تک (کل ٢٣/نمازیں) ہر فرض نماز کے فوراً بعدمرد حضرات کے لئے بلند آواز سےاور عورتوں کے لئے آہستہ آواز سے ایک مرتبہ ان کلمات کا پڑھنا واجب ہے۔*

*TAKBEER-E-TASHREEQ*

*9 Zil-Hijjah Ki Fajr Se 13 Zil-Hijjah Ki Asr Tak (Kil 23-Namaazein) Har Farz Namaaz Ke Fauran Baad Mard Hazraat Ke Liye Buland Aawaaz Se Aur Aurton Ke Liye Aahistah Aawaaz Se 1 Martabah In Kalimaat Ka Padhna Waajib Hai.*

*اَللّٰہُ اَ کْبَرُ اَللّٰہُ اَ کْبَرُ، لَا اِلٰہَ اِلَّا اللّٰہُ وَاللّٰہُ اَکْبَرُ، اَللّٰہُ اَکْبَرُ وَلِلّٰہِ الْحَمْدُ*


(درمختارشامی:ج۳۔ص۱۴)
[Durr-e-Mukhtaar Shaami:J,3-S,61]

*نوٹ:- اس سال (ہندوستان میں) تکبیر تشریق کی ابتداء 1 ستمبر جمعہ کے دن کی فجر سے 5 ستمبر(منگل کے دن) کی عصر تک ہوگی۔*

*Note :- Is Saal (India Me) TAKBEER-E-TASHREEQ Ki Ibtedah 1st September Jumah Ke Din Ki Fajr Se 5 September Mangal Ke Din Ki Asr Tak Hogi.*

📲 Download App - Goo.gl/mg4455

Khassi Jaanwar Ki Qurbaani Karna Jaaiz Hai



*خصِّی جانور کی قربانی کرنا جائزہے۔*

*رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم جب قربانی کا ارادہ کرتے تو (۲)بڑے موٹے تازے سینگوں والے سفید و سیاہ رنگ کے خصِّی مینڈھے خریدتے۔*(ابن ماجہ:۳۱۲۲)

*Khassi Jaanwar Ki Qurbaani Karna Jaaiz Hai.*

*Rasoolullah صلی اللہ علیہ وسلم Jab Qurbaani Ka Iraadah Karte To 2 Bade Mote Taaze Seengon Wale Safed-o-Siyaah Rang Ke Khassi Mendhe Khareedte.*[Ibn-eMaajah:3122]

📲 Download App - Goo.gl/mg4455

Masalah

مسئلہ :

*ایک ہی بڑے جانور میں*

*بعض قربانی کی نیت سے،*
اور
*بعض عقیقہ کی نیت سے*
یا
*ولیمہ کی نیت سے*

*شرکت کرنا چاہیں*

*تو کر سکتے ہیں۔*(عالمگیری:ج۵۔ص۳۰۴)

Mas'alah :

*Ek Hi Bade Jaanwar Me*

*Ba’az Qurbaani Ki Niyyat Se,*
Aur
*Ba’az Aqeeqe Ki Niyyat Se*
Yaa
*Waleeme Ki Niyaat Se*

*Shirkat Karna Chaahein*

*To Kar Sakte Hain.*[Aalam-Geeri:J,5-S,304]

*Subscribe* YouTube.com/IslamiGuide

🌷 *TAKBIRE TASHRIQ* 🌷

✅ *ARFAH K DIN 9 JIL-HIJJA KI FAJAR KI NAMAZ K BAD SE LE KAR ZIL-HIJJA KI 13 TARIKH KI ASAR TAK (TOTEL 23 NAMAZON TAK) MUKIM HO YA MUSAFIR, MARD HO YA AURAT, SHAHAR HO YA GAAUN ME,*

*HAR EK PAR EK MARTBA FARZ NAMAZ KA SALAM FERTE HI..*

*ALLAHU AKBAR, ALLAHU AKBAR, LA ILAAHA ILLA-LLAHU,WALLAHU AKBAR,ALLAHU AKBAR WALILLAHIL HAMD*

*KEHNA HAR FARZ NAMAZ K BAD WAJIB HE!*

*NOTE: MARD ZOR SE OR AURAT AAHISTA SE TAKBIR KAHE..*

🇮🇳 *INDIA ME JUMAH 1 - SEPTEMBER KI FAJAR SE MANGAL 5 - SEPTEMBER KI ASAR TAK "TAKBIRE TASHRIQ" PADHNA HE..*

*Subscribe:* YouTube.com/Bayanats

Hazrat Aadam (عليه السلام)

Play/Download
Length: 01:50
Media TypeVideo (Mp4)
Islami Tarbiyat
Share on: Telegram | WhatsApp

August - 30

Aaj Ki Hadees
Hazrat Anas Raziyallahu Anhu farmaate hain ke Rasullullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Qayamat ki alamaaton mein se ye hai ke ilm utha liya jayega, jihaalat aajayegi, sharaab (khullam khulla) pijayegi aur zina phail jayega. (Bukhari: 80)
Share on: Email | Telegram | WhatsApp

September - 01

Hadith of the Day
Hudhaifah Radiyallahu 'anhu narrates that whenever Nabi Sallallahu 'alaihi wasallam faced an important and grim situation, he would at once resort to Salat. (Abu Dawud: 1319)
Share on: Email | Telegram | WhatsApp

August - 31

Hadith of the Day
'Ubadah Ibne-Samit Radiyallahu 'anhu narrates that he heard Rasullullah Sallallahu 'alaihi wasallam saying: No one amongst the slaves, who prostrate for the sake of Allah, Allah (because of this prostration) writes a good deed for him, erases a bad deed and raises him in rank by a degree. Therefore, prostrate (by offering Salat) abundantly. (Ibn Majah: 1424)
Share on: Email | Telegram | WhatsApp

August - 30

Hadith of the Day
Zaid Ibne-Khalid Al-Juhani Radiyallahu 'anhu narrates that Nabi Sallallahu 'alaihi wasallam said: Anyone who performs Wudu excellently and then offers two Rak'at Salat in a way that he does not forget anything in it (with total concentration towards Allah the Almighty), then all his past sins are forgiven. (Abu Dawud: 905)
Share on: Email | Telegram | WhatsApp

August - 29

Hadith of the Day
Mughirah Radiyallahu 'anhu narrates that Rasullullah Sallallahu 'alaihi wasallam used to stand in Salat until his feet became swollen. It was said to him: Allah has forgiven your past and future sins. He said: Should I not then be a grateful slave? (Bukhari: 4836)
Share on: Email | Telegram | WhatsApp

August - 29

Aaj Ki Hadees
Hazrat Abu Hurairah Raziyallahu Anhu se riwaayat hai ke Rasullullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Jab raat ka tihayi hissa baaqi reh jaata hai to har raat hamare Rabb aasman-e-duniya ki taraf nuzool farmaate hain aur irshaad farmaate hain kaun hai jo mujhse dua kare main uski dua qubool karun? kaun hai jo mujhse maange main usko ataa karun? kaun hai jo mujhse maghfirat talab kare main uski maghfirat karun? (Bukhari: 1145)
Share on: Email | Telegram | WhatsApp

Mas'alah

مسئلہ :

*قربانی واجب ہونےکے لیے مال پر سال گذرنا ضروری نہیں ہے، بلکہ اگر کسی کے پاس عید والے دن بھی نصاب کے بقدر مال آگیا تو اس پر قربانی واجب ہے، حتی کہ اگر۱۲/ذی الحجہ کو بھی اتنا مال حاصل ہو گیا تو بھی قربانی واجب ہوگئی۔*(ازبدائع الصنائع:ج۴-ص۱۹۶)

Mas'alah :

*Qurbaani Waajib Hone Ke Liye Maal Par Saal Guzarna Zaroori Nahin Hai, Balke Agar Kisi Ke Paas Eid Waale Din Bhi Nisaab Ke Baqdr Maal Aa gaya To Us Par Qurbaani Waajib Hai, Hatta Ke Agar 12 Zil-Hijjah Ko Bhi Itna Maal Haasil Ho Gaya To Bhi Qurbaani Waajib Ho Gai.*[Az Badaaiussanaaye:J,4-S,196]

*Subscribe:* YouTube.com/Bayanats

Mas'alah

مسئلہ :

*گھر میں اگر ایک سے زیادہ لوگ صاحب نصاب ہیں تو ان میں سے ہر ایک پر قربانی واجب ہے، گھر کےکسی ایک شخص کی طرف سے قربانی کر دینے سے سب کےذمہ سے واجب ادا نہ ہوگا،*
*بلکہ ہر ایک کو اپنی اپنی طرف سےقربانی کرنا ضروری ہے.* (مستفادازفتاوی رحیمیہ:ج۶-ص۱۶۳)

Mas'alah :

*Ghar Me Agar Ek Se Ziyaadah Log Saahib-e-Nisaab Hain To Un Me Se Har EK Par Qurbaani Waajib Hai, Ghar Ke Kisi Ek Shakhs Ki Taraf Se Qurbaani Kar Dene Se Sab Ke Zimme Se Waajib Ada Na Hoga,*
*Balke Har Ek Ko Apni Apni Taraf Se Qurbaani Karna Zaroori Hai.*[Mustafaad AzFataawa Rahimiyah:J,9-S,163]

📲 Download App - Goo.gl/mg4455

Kapda Pehanne Ki Dua

Play/Download
Length: 00:25
Media TypeVideo (Mp4)
Dua
Share on: Telegram | WhatsApp

August - 28

Aaj Ki Hadees
Hazrat Abu Sayeed Khudri Raziyallahu Anhu se riwaayat hai ke Rasullullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Momin bhalai (yani ilm) se kabhi sair nahin hota wo ilm ki baaton ko sunkar seekhta rehta hai (yahan tak ke use maut aa jati hai) aur jannat mein dakhil hojaata hai. (Tirmizi: 2686)
Share on: Email | Telegram | WhatsApp

August - 28

Hadith of the Day
'Uqba Ibne-'Amir Juhani Radiyallahu 'anhu narrates that Rasullullah Sallallahu 'alaihi wasallam said: Anyone who performs Wudu and performs Wudu perfectly and then offers two Rak'at, fully concentrating with his heart and keeping his face and body relaxed, then Paradise becomes due for him (Abu Dawud: 906)
Share on: Email | Telegram | WhatsApp

Masjid Se Nikalne Ki Dua

Play/Download
Length: 00:17
Media TypeVideo (Mp4)
Dua
Share on: Telegram | WhatsApp

Masjid Mein Daakhil Hone Ki Dua

Play/Download
Length: 00:17
Media TypeVideo (Mp4)
Dua
Share on: Telegram | WhatsApp

Misaali Shohar (Ideal Husband)

Part - 1 of 4
Audio Play/Download
Video Play/Download
Length: 15:01
Share on: Telegram | WhatsApp
Part - 2 of 4
Audio Play/Download
Video Play/Download
Length: 18:03
Share on: Telegram | WhatsApp
Part - 3 of 4
Audio Play/Download
Video Play/Download
Length: 17:06
Share on: Telegram | WhatsApp
Part - 4 of 4
Audio Play/Download
Video Play/Download
Length: 18:24
Share on: Telegram | WhatsApp

Muttaqi Beewi (Pious Wife)

Play/Download
Length: 20:01
Share on: Telegram | WhatsApp
Play/Download
Length: 20:01
Share on: Telegram | WhatsApp
Play/Download
Length: 20:01
Share on: Telegram | WhatsApp
Play/Download
Length: 18:56
Share on: Telegram | WhatsApp

Qurbaani Ke Jaanwaron ki umrein

*قربانی کے جانوروں کی عمریں*

*اونٹ (نر ،مادہ) کی عمر پانچ سال*

*بیل،بھینس (نر،مادہ) کی عمر دوسال*

*بکرا،بکری کی عمر ایک سال کا ہونا ضروری ہے۔*

*بھیڑ اور دنبہ بھی ایک سال کےہونا چاہئے البتہ وہ بھیڑ اور دنبہ جوچھ مہینے سے زیادہ کے ہوں مگر اتنےموٹے تازے ہوں کہ ایک سال کے معلوم ہوتے ہوں اس کی علامت یہ ہے کہ ایک سال والے بھیڑوں دنبوں میں چھوڑ دیا جائے تو دیکھنے والا فرق نہ کر سکے تو سال سے کم عمر ہونے کے باوجود ان کی قربانی جائزہے۔*
اوراگرچھہ مہینے سے کم کے ہوں تو کتنے ہی موٹے تازےہوں ان کی قربانی جائز نہیں ہے۔
(عالمگیری:ج۵۔ص۲۹۷)

*Qurbaani Ke Jaanwaron ki umrein*

*Oont (Nar,Maadah) Ki Umar 5 Saal*

*Bail,Bhains (Nar,Maadah) Ki Umar 2 Saal*

*Bakra,Bakri Ki Umar 1 Saal Ka Hona Zaroori Hai.*

*Bhaid Aur Dumbah Bhi 1 Saal Ke Hona Chaahiye Albattah Woh Bhaid Aur Dumbah Jo 6 Mahine Se Ziyaadah Ke Hon Magar Itne Mote Taaze Hon Ke Ek Saal Ke Maloom Hote Hon Us Ki Alaamat Yeh Hai Ke Ek Saal Waale Bhaidon ,Dmbon Me Chod Diya Jaaye To Dekhne Waala Farq Na Kar Sake To Saal Se Kam Umar Hone Ke Baa Wajood Un Ki Qurbaani Jaaiz Hai.*
Aur Agar 6 Mahine Se Kam Ke Hon To Kitne Hi Mote Taaze Hon Un Ki Qurbaani Jaaiz Nahin Hai.
[Aalam-Geeri:J,5-S,297]

📲 Download App - Goo.gl/mg4455

Qurbani - Mas'alah

مسئلہ:

*بھینس بھی گائے کی قسم کا جانور ہے، لہذا اس کی قربانی بھی جائز ہے کوئی حرج نہیں ہے.*(کتب الفقہ)

Mas'alah:

*Bhains bhi Gaaye ki qism ka jaanwar hai, us ki Qurbaani bhi jaaiz hai koi haraj nahin hai.*(Kutub-Fiqh)

📲 Download App - Goo.gl/mg4455

August - 27

Aaj Ki Hadees
Hazrat Abu Hurairah Raziyallahu Anhu riwaayat karte hain ke Rasullullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Jo Shakhs ye chahe ke Allah Ta'ala sakhtiyon aur bechainiyon ke waqt uski dua qubool farmaaye use chahiye ke woh khushhaali ke zamane mein zyaada dua kiya kare. (Tirmizi: 3382)
Share on: Email | Telegram | WhatsApp

August - 27

Hadith of the Day
Mu'adh Al-Juhani Radiyallahu 'anhu narrates that Rasullullah Sallallahu 'alaihi wasallam said: He who recites the Qur'an and acts upon it, his parents will be made to wear a crown on the Day of Resurrection, whose light will be better than the light of the sun; if it rises amongst you in your worldly houses, what do you think about the person who himself acts upon it? (Abu Dawud: 1453)
Share on: Email | Telegram | WhatsApp

August - 26

Hadith of the Day
'Uthman ibne-'Affan Radiyallahu 'anhu narrates that Rasullullah Sallallahu 'alaihi wasallam said: The best among you is he who learns the Qur'an and teaches it. (Tirmidhi: 2907)
Share on: Email | Telegram | WhatsApp

Qurbaani Ka Nisaab

*قربانی کا نصاب*

جس کی ملکیت میں
سونا،
چاندی،
تجارت کا مال ،
نقدروپیہ پیسہ،
اور ضرورت سے زائد سازوسامان،
یہ سب مل کر یا ان میں سے کوئی ایک چیز یا ان میں سے بعض چیزیں مل کر ساڑھے باون تولہ چاندی کی قیمت کو پہنچ جائے تو اس پر قربانی واجب ہے۔(کتب الفقہ)

*Qurbaani Ka Nisaab*

Jis ki milkiyat me
Sona (gold),
Chaandi (silver),
Tijaarat ka maal,
Naqad Rupiyah Paesah,
Aur Zaroorat se zaaid saaz-o-saamaan,
Ye sab mil kar yaa in me se koi ek cheez yaa in me se baaz cheezein mil kar 52.5 tola chaandi ki qeemat ko pohanch jaaye to us par QURBAANI Waajib hai. (Kutub-Fiqh)

📲 Download App - Goo.gl/mg4455

August - 26

Aaj Ki Hadees
Hazrat Abu Hurairah Raziyallahu Anhu riwaayat karte hain ke Rasullullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Allah Ta'ala ke Nazdeek dua se zyaada buland martaba koi cheez nahi. (Tirmizi: 3370)
Share on: Email | Telegram | WhatsApp

Qurbaani Ki Fazeelat



*قربانی کی فضیلت*

*’’ اللہ تعالٰی کے نزدیک قربانی کے دن بندوں کے تمام اعمال میں پسندیدہ ترین عمل جانور کا خون بہانا ہے اورقربانی کا جانور قیامت کے دن اپنی سینگوں ، کھروں اور بالوں کے ساتھ حاضر ہوگا اور قربانی کا خون زمین پر گرنے سے پہلے پہلے اللہ تعالٰی کی بارگاہ میں مقبول ہو جاتاہے، لہٰذا تمھیں چاہئے کہ خوب خوشی اور دل کھول کر قربانی کریں۔‘‘*(ترمذی:۱۴۹۳)

*Qurbaani Ki Fazeelat*

*“Allah Ta’ala Ke Nazdeek Qurbaani Ke Din Bandon Ke Tamaam A’amaal Me Pasandeedah Tareen Amal Jaanwar Ka Khoon Bahaana Hai Aur Qurbaani Ka Jaanwar Qayaamat Ke Din Apni Seengon, Khuron Aur Baalon Ke Saath Haazir Hoga Aur Qurbaani Ka Khoon Zameen Par Girne Se Pehle Pehle Allah Ta’ala Ki Baargaah Me Maqbool Ho Jaata Hai, Lehaaza Tumhein Chaahiye Ke Khoob Khushi Aur Dil Khol Kar Qurbaani Kare.”*[TIRMIZI:1493]

*Subscribe:* YouTube.com/Bayanats

August - 25

Hadith of the Day
Anas Radiyallahu 'anhu narrates that Rasullullah Sallallahu 'alaihi wasallam said: A morning or an evening spent in the Path of Allah is better than the world and all that it contains. (Bukhari: 6568)

Note: It means that if the world and all that it contains is spent in the Path of Allah, the reward of one morning or an evening in the Path of Allah will be much more. (Mirqa't)

Share on: Email | Telegram | WhatsApp

August - 25

Aaj Ki Hadees
Hazrat Umme Habiba Raziyallahu Anha se riwaayat hai ke Rasullullah ﷺ ne irshaad farmaaya jo shakhs Zohar se pehle chaar rakatein aur Zohar ke baad chaar rakatein pabandi se padhta hai Allah Ta'ala use dozakh ki aag par haraam farma dete hai. (Nisai: 1817)
Share on: Email | Telegram | WhatsApp

Muttaqi Beewi (Pious Wife) - Zulfiqar Ahmad Sahab DB

Play/Download
Length: 20:01
Share on: Telegram | WhatsApp
Play/Download
Length: 20:01
Share on: Telegram | WhatsApp
Play/Download
Length: 20:01
Share on: Telegram | WhatsApp
Play/Download
Length: 18:56
Share on: Telegram | WhatsApp

August - 24

Hadith of the Day
Salat-ut-Tasbih
 
Hadith: Ibn 'Abbas Radiyallahu 'anhuma narrates that Rasullullah Sallallahu 'alaihi wasallam said to 'Abbas: O 'Abbas! O my uncle! Shall I not give you? Shall I not present you? Shall I not gift you? Shall I not tell you an action if performed, you would get ten benefits; Allah will forgive your sins, the past and the future, the old and new, (committed) unknowingly and knowingly , minor and major, secret and open? You should offer four Rak'at- reciting in each one Surah Fatiha and a Surah, and when you finish the recitation in the first Rak'at, you should say fifteen times while standing: Suhhanallahi Walhamdulillahi wa La illaha illallahu Wallahuakbar. Then you should perform Ruku', and say it ten times while you are in Ruku'. Then you should raise your head after Ruku' and say it ten times while standing. Then you should go down in Sajdah and say it ten times. Then you raise your head from Sajdah and say it ten times while sitting. Then you should perform the second Sajdah and say it ten times. Then you should raise your head and say it ten times while sitting. That is seventy five times in every Rak'at. You should do that in all the four Rak'at. If you can offer this (Salat-ut-Tasbih) once daily, do so; if not, then once every Friday; if not, then once a month; if not, then once a year; if not, then once in your lifetime. (Abu Dawud: 1297)


Share on: Email | Telegram | WhatsApp