Ghar mein daakhil hone ki sunnatein

☆ Ghar mein daakhil hone ki sunnatein

1) Ghar mein dua padhte huwe daakhil hona. (Abu Dawood: 5096)

2) Ghar mein daakhil hone se pehle ijaazat lena ya khankhaar kar ya darwaaza khatkhata kar ittela dena. (Tirmizi: 2710)

3) Pehle daayan (right) paaon ghar mein daakhil karna. (Bukhari: 426)

4) Ghar waalon ko salaam karna. (Abu Dawood: 5096)