Shawwaal Ke Rozon Ki Fazeelat

*شوال کے روزوں کی فضیلت*

*آپ صلی اللہ علیہ و سلم نے فرمایا:*

*جو شخص رمضان کے روزے رکھنے کے بعد شوال کے مہینے میں چھ روزے (بھی ) رکھے اس کو پورا ایک سال روزے رکھنے کا ثواب ملے گا۔* (مسلم: ۲۶۴۷)

*ایک نیکی کا ثواب دس کے برابر ملتا ہے تو ۳۶ روزے کا ۳۶۰ ہو جاتا ہے اور اسلامی اعتبار سے سال کے ۳۶۰ دن ہوتے ہیں تو اس حساب سے رمضان کے بعد اور چھ روزے رکھنے پر ۳۶۰ دن (یعنی ایک سال کے )روزوں کے ثواب کا مستحق ہوگا۔*

*Shawwaal Ke Rozon Ki Fazeelat*

*Aap صلی اللہ علیہ و سلم Ne Farmaaya:*

*“Jo Shakhs Ramzaan Ke Roze Rakhne Ke Baad Shawwaal Ke Mahine Me 6 Roze (Bhi) Rakhe Us Ko Poora Ek Saal Roze Rakhne Ka Sawaab Milega.”*
[MUSLIM: 2647]

*Ek Neki Ka Sawaab 10 Ke Baraabar Milta Hai To 36 Roze Ka 360 Ho Jaata Hai Aur Islaami Eytebaar Se Saal Ke 360 Din Hote Hain To Is Hisaab Se Ramzaan Ke Baad Aur 6 Roze Rakhne Par 360 (Yaani Ek Saal Ke) Rozon Ke Sawaab Ka Musta’hiq Hoga.*

📲 Download App - Goo.gl/mg4455