August - 24

Aaj Ki Hadees
Hazrat Ayesha Raziyallahu Anha Rasullullah ﷺ ka irshaad naqal farmaati hain jo shakhs baara (12) rakaatein padhne ki pabandi karta hai Allah Ta'ala uske liye jannat mein mahal banate hain chaar rakatein zohar se pehle, do (2) rakatein zohar ke baad, do (2) rakatein maghrib ke baad, do (2) rakatein zohar ke baad, do (2) rakatein maghrib ke baad, do (2) rakatein isha ke baad aur do (2) rakaatein fajr se pehle. (Nisai: 1796)
Share on: Email | Telegram | WhatsApp