Qurbaani Ke Jaanwaron ki umrein

*قربانی کے جانوروں کی عمریں*

*اونٹ (نر ،مادہ) کی عمر پانچ سال*

*بیل،بھینس (نر،مادہ) کی عمر دوسال*

*بکرا،بکری کی عمر ایک سال کا ہونا ضروری ہے۔*

*بھیڑ اور دنبہ بھی ایک سال کےہونا چاہئے البتہ وہ بھیڑ اور دنبہ جوچھ مہینے سے زیادہ کے ہوں مگر اتنےموٹے تازے ہوں کہ ایک سال کے معلوم ہوتے ہوں اس کی علامت یہ ہے کہ ایک سال والے بھیڑوں دنبوں میں چھوڑ دیا جائے تو دیکھنے والا فرق نہ کر سکے تو سال سے کم عمر ہونے کے باوجود ان کی قربانی جائزہے۔*
اوراگرچھہ مہینے سے کم کے ہوں تو کتنے ہی موٹے تازےہوں ان کی قربانی جائز نہیں ہے۔
(عالمگیری:ج۵۔ص۲۹۷)

*Qurbaani Ke Jaanwaron ki umrein*

*Oont (Nar,Maadah) Ki Umar 5 Saal*

*Bail,Bhains (Nar,Maadah) Ki Umar 2 Saal*

*Bakra,Bakri Ki Umar 1 Saal Ka Hona Zaroori Hai.*

*Bhaid Aur Dumbah Bhi 1 Saal Ke Hona Chaahiye Albattah Woh Bhaid Aur Dumbah Jo 6 Mahine Se Ziyaadah Ke Hon Magar Itne Mote Taaze Hon Ke Ek Saal Ke Maloom Hote Hon Us Ki Alaamat Yeh Hai Ke Ek Saal Waale Bhaidon ,Dmbon Me Chod Diya Jaaye To Dekhne Waala Farq Na Kar Sake To Saal Se Kam Umar Hone Ke Baa Wajood Un Ki Qurbaani Jaaiz Hai.*
Aur Agar 6 Mahine Se Kam Ke Hon To Kitne Hi Mote Taaze Hon Un Ki Qurbaani Jaaiz Nahin Hai.
[Aalam-Geeri:J,5-S,297]

📲 Download App - Goo.gl/mg4455