Qurbaani Ki Fazeelat



*قربانی کی فضیلت*

*’’ اللہ تعالٰی کے نزدیک قربانی کے دن بندوں کے تمام اعمال میں پسندیدہ ترین عمل جانور کا خون بہانا ہے اورقربانی کا جانور قیامت کے دن اپنی سینگوں ، کھروں اور بالوں کے ساتھ حاضر ہوگا اور قربانی کا خون زمین پر گرنے سے پہلے پہلے اللہ تعالٰی کی بارگاہ میں مقبول ہو جاتاہے، لہٰذا تمھیں چاہئے کہ خوب خوشی اور دل کھول کر قربانی کریں۔‘‘*(ترمذی:۱۴۹۳)

*Qurbaani Ki Fazeelat*

*“Allah Ta’ala Ke Nazdeek Qurbaani Ke Din Bandon Ke Tamaam A’amaal Me Pasandeedah Tareen Amal Jaanwar Ka Khoon Bahaana Hai Aur Qurbaani Ka Jaanwar Qayaamat Ke Din Apni Seengon, Khuron Aur Baalon Ke Saath Haazir Hoga Aur Qurbaani Ka Khoon Zameen Par Girne Se Pehle Pehle Allah Ta’ala Ki Baargaah Me Maqbool Ho Jaata Hai, Lehaaza Tumhein Chaahiye Ke Khoob Khushi Aur Dil Khol Kar Qurbaani Kare.”*[TIRMIZI:1493]

*Subscribe:* YouTube.com/Bayanats