Hadees 261



*قرض معاف کرنا*

آپ صلی اللہ علیہ سلم نے فرمایا:

*’’ایک تاجرلوگوں کو قرض دیا کرتا تھا،پھر جب یہ دیکھتا کہ کوئی مجبور ہے، تواپنے آدمیوں سے کہتاکہ اس کے قرض کو معاف کردو، امید ہے کہ اللہ ہم کو بھی معاف کردے گا(جب وہ مرگیا)تو اللہ تعالیٰ نےاس کی مغفرت فرمادی۔‘‘*
(بخاری:۲۰۷۸)

*Qarz Maaf Karna*

Aap صلی اللہ علیہ سلم Ne Farmaaya:

*“Ek Taajir Logon Ko Qarz Diya Karta Tha, Phir Jab Yeh Dekhta Ke Koi Majboor Hai,To Apne Aadmiyon Se Kehta Ke Us Ke Qarz Ko Maaf Kar Do, Ummeed Hai Ke Allah Ham Ko Bhi Maaf Kar Dega (Jab Woh Mar Gaya) To Allah Ta’ala Ne Us Ki Magfirat Farma Di.”*[BUKHARI: 2078]