2) Jab daawat de to us ki daawat ko qubool kare. 3) Jab use chheenk aaye (aur Alhamdulillah kahe) to us ke jawaab mein Yarhamukallaah Kahe. 4) Jab beemar ho to us ki ayaadat kare. 5) Jab intiqaal ho jaaye to us ke janaaze ke saath jaaye. 6) Aur us ke liye wahi pasand kare jo apne liye pasand karta ho. (Ibn-e-maajah: 1433) |
May - 05
May 05, 2017
Daily Islamic Message (DISM)