Bila-Wajah Rozah Chhodne ka Nuqsaan

Bila-Wajah Rozah Chhodne ka Nuqsaan
Hadees: Jis ne Ramzaan ka ek din ka Rozah bhi baghair kisi ijaazat (rukhsat) ya bimaari ke chhoda, to agar woh saari zindagi (zamaane bhar) ke Roze bhi rakh le, tab bhi uski qaza (ya uske sawab ki talafi) nahi ho sakti.
Share on: WhatsApp